Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Itna Bhi Gumaan Na Kar
Apni Jeet Par Ae Bekhabar,
Sheher Mein Teri Jeet Se Zyada,
Charche To Meri Haar Ke Hain
Sheher Mein Teri Jeet Se Zyada,
Charche To Meri Haar Ke Hain
Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale
Baat Garoor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai
Waqt guzr gaya aur tu na aya.
Chain o sukoon bichar gya magar
Tu na aya....
Rhy halat yunhi to badl jaon ga main b
Phr shkwa na krna intezar tera nah kia
Chain o sukoon bichar gya magar
Tu na aya....
Rhy halat yunhi to badl jaon ga main b
Phr shkwa na krna intezar tera nah kia
Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin.
Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain.
Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain.
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi.
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai.
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai.
Kuch Khud Bhi Thay Afsurda se
Kuch Tum bhi Hamse Rooth gaye
Kuch Khud Bhi Zakham k Aadi thay
kuch Sheeshay hath se Choot gaye
Kuch khud Bhi thay Hassas bohat
Kuch Apnay Muqadar Roth gaye
Kuch tumko Such se Nafrat thi
Kuch Hamse Bolay na Jhoot gaye
Kuch logon ne Uksaya Tumhen
Kuch Apnay Muqadar Phoot gay
Kuch khud itnay Muhtaat na thay
Kuch Log bhi Hum ko Loot gaye
Kuch Talkh Haqaaiq thay itnay
Kuch Tum bhi Hamse Rooth gaye
Kuch Khud Bhi Zakham k Aadi thay
kuch Sheeshay hath se Choot gaye
Kuch khud Bhi thay Hassas bohat
Kuch Apnay Muqadar Roth gaye
Kuch tumko Such se Nafrat thi
Kuch Hamse Bolay na Jhoot gaye
Kuch logon ne Uksaya Tumhen
Kuch Apnay Muqadar Phoot gay
Kuch khud itnay Muhtaat na thay
Kuch Log bhi Hum ko Loot gaye
Kuch Talkh Haqaaiq thay itnay
Mere Wajood Mein Wafaa Ki Roshni Utaar De,
Phir Itna Pyar De Ke Mujhe Chahaton Se Maar
De, Bohat Udaas Hoon, So Main Tere Paas Aa
Gaya, Kuch Aisi Baat Ker Jo Dil Ko Chain-O-
Garaar De, Suna Hai Teri Ek Nazar Sanwarti Hai
Zindagi, Jo Ho Sake To Aaj Meri Zindagi Sanwar De.
Phir Itna Pyar De Ke Mujhe Chahaton Se Maar
De, Bohat Udaas Hoon, So Main Tere Paas Aa
Gaya, Kuch Aisi Baat Ker Jo Dil Ko Chain-O-
Garaar De, Suna Hai Teri Ek Nazar Sanwarti Hai
Zindagi, Jo Ho Sake To Aaj Meri Zindagi Sanwar De.
Lafzon Ki Tarah Mujse Kitabon Me
Mila Kar, Duniya Ka Agar Dar Hai
To Khwado Me Mila Kar, Pholon Ka
Khushbo Se Taluq Ha Zarori To Ban
Ke Mehaq Mujhse Gulabo Me Mila Kar.
Mila Kar, Duniya Ka Agar Dar Hai
To Khwado Me Mila Kar, Pholon Ka
Khushbo Se Taluq Ha Zarori To Ban
Ke Mehaq Mujhse Gulabo Me Mila Kar.
Chehro Par To Inki Sach Ki Mehfil
Hai, Jhoot Ka Mela Dil Ke
Andar Lagta Hai, Chor Ucchokon
Se Bhi Itna Khauf Nahi, Jitna
Farebi Aashiko Se Darr Lagta Hai.
Hai, Jhoot Ka Mela Dil Ke
Andar Lagta Hai, Chor Ucchokon
Se Bhi Itna Khauf Nahi, Jitna
Farebi Aashiko Se Darr Lagta Hai.
Tanhayion Se Nahin Hum Mehfil Se
Darte Hain, Duniya Se Nahin Hum
Khud Se Darte Hain, Yun To Bahut
Kuchh Khoya Hai Humne Na Jaane
Kyun Tumhe Khone Se Darte Hain.
Darte Hain, Duniya Se Nahin Hum
Khud Se Darte Hain, Yun To Bahut
Kuchh Khoya Hai Humne Na Jaane
Kyun Tumhe Khone Se Darte Hain.
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.
Masoom mohbbat ka itna sa fasana ha
kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha
kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha
awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha
ye ISHAQ nahe aasaan bus itna samajh lejye
ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..
kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha
kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha
awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha
ye ISHAQ nahe aasaan bus itna samajh lejye
ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..
Unse pyar hai par kahe bhi toh kaise
Ye intezar hum dil ka sahe bhi toh kaise
Pyar ki galiyon mein na haar hai na jeet
Dil ki kashmakash ka kuch aisa hai sangeet.
Ye intezar hum dil ka sahe bhi toh kaise
Pyar ki galiyon mein na haar hai na jeet
Dil ki kashmakash ka kuch aisa hai sangeet.
Uljha Rahi Hai Mujh Ko,
Yehi Kash Makash Musalsal
Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon
Yehi Kash Makash Musalsal
Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon
SUNO!
Zindgi apni hans kar basar karna
Nafraton k raste pe na sfar krna
SUNO!
Wafa na ho to mohbat adhori hay
Mohabt k safar me wafa ki fikar karna
SUNO!
Zamana jitna b ho hamdard tumhara
Zamane ko na sharike safar karna.
SUNO!
Mohabat har kisi ka mukadar nahi hoti
Mile jo mohabat to is ki kadar karna.
Zindgi apni hans kar basar karna
Nafraton k raste pe na sfar krna
SUNO!
Wafa na ho to mohbat adhori hay
Mohabt k safar me wafa ki fikar karna
SUNO!
Zamana jitna b ho hamdard tumhara
Zamane ko na sharike safar karna.
SUNO!
Mohabat har kisi ka mukadar nahi hoti
Mile jo mohabat to is ki kadar karna.
yeh jhuki jhuki aankhein
yeh ruka ruka lehja
lab pe baar baar aa k
toot’ta hua fiqra
gard me ati palkein
dhoop se tapaa chehra
sar jhukaaye aaya ha
ik umr ka bhoola ..
dil hazaar kehta ha
hath thaam loon uska
choom loon yeh peshaani
lautne na doon usko
koi dil se kehta ha
saare harf jhoote hain
Aitbaar mat karna!
Aitbaar mat karna!
yeh ruka ruka lehja
lab pe baar baar aa k
toot’ta hua fiqra
gard me ati palkein
dhoop se tapaa chehra
sar jhukaaye aaya ha
ik umr ka bhoola ..
dil hazaar kehta ha
hath thaam loon uska
choom loon yeh peshaani
lautne na doon usko
koi dil se kehta ha
saare harf jhoote hain
Aitbaar mat karna!
Aitbaar mat karna!
0 comments:
Please do not enter any span link in the comment box.